wish paan kiya

wishpan to kiya bahut, lekin atrapt kyun ho abhi, amrut kahin atee to nahin ho gaya, tandav ki dhadkan ne kiya asthir dhara ko, par sthir hai phir bhi tumhari nisthurta lagta hai, basant kahin patjhad ho gaya, amrut ki pipasha wish bani, wish terey galey mein kya amrut ho gaya